In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
beete lamho ko yaad kar
ab dil ko dhukhana chhod diya
yun toh galat kahi vo bhi the
par gunhegaar hum hi rahe
kyunki unke gunaho ki humne
fairist dikhana chhod diya
In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
wafa toh ki humne bhi thi
par bewafa hum hi bane doston
kyunki apni wafai ka unhe
humne saboot batlana chhod diya
kahin toh jhoote vo bhi the
magar hum hi rahe asi
kyunki apni sacchai ka unhe
humne yakeen dilaana chhod diya
mohabbat toh pak apni bhi thi
par uhne nakaafi hi lagi
kyunki apni mohabbat ko unhe
humne jataana chhod diya
In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
gunah toh unke bhi kam na the,
par kasoorvar hum hi bne yaaron
hui toh khata unse bi thi
bas humne ginaana chhod diya
In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
bemane in rishton ka ab
bojha uthaana chhod diya
jo uljhi hui thi dor rishton ki
ab humne suljhaana chhod diya
beete lamho ko yaad kar
ab dil ko dukhana chhod diya!!!!!
humne jalaana chhod diya
beete lamho ko yaad kar
ab dil ko dhukhana chhod diya
yun toh galat kahi vo bhi the
par gunhegaar hum hi rahe
kyunki unke gunaho ki humne
fairist dikhana chhod diya
In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
wafa toh ki humne bhi thi
par bewafa hum hi bane doston
kyunki apni wafai ka unhe
humne saboot batlana chhod diya
kahin toh jhoote vo bhi the
magar hum hi rahe asi
kyunki apni sacchai ka unhe
humne yakeen dilaana chhod diya
mohabbat toh pak apni bhi thi
par uhne nakaafi hi lagi
kyunki apni mohabbat ko unhe
humne jataana chhod diya
In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
gunah toh unke bhi kam na the,
par kasoorvar hum hi bne yaaron
hui toh khata unse bi thi
bas humne ginaana chhod diya
In likhe khaton ko ab
humne jalaana chhod diya
bemane in rishton ka ab
bojha uthaana chhod diya
jo uljhi hui thi dor rishton ki
ab humne suljhaana chhod diya
beete lamho ko yaad kar
ab dil ko dukhana chhod diya!!!!!
No comments:
Post a Comment